Varun Mudra Kaise Kare : वरुण मुद्रा कैसे करे और फायदे

Varun hasta mudra : Varun yane ki jal. Jal tatva panch tatvo mein se ek important hissa hai aur sharir mein yeh samtulit praman mein hona chahiye. Agar vikar ho to vaat aur kaf rog ho jaate hai. Aise halat mein varun mudra se fayda hota hai.
Varun Mudra Kaise Kare : वरुण मुद्रा कैसे करे
- Kanishta ungli ko mod de
- Anguthe ko mode aur kanishta ke pehle paur ko sparsh kare
- Baaki ungli seedha rakhe
- Roj 45 minute take kare to jal tatva ka vikar ho to sudhar jaayega
Varun mudra ke fayde : वरुण मुद्रा के फायदे
- Aankho ka rookhapan door ho jayega
- Mooh mein, pet mein aur intestines mein rookhapan door ho jayega
- Badhazmi mit jayegi
- Kabz mit jayegi
- Tvacha ka rookhapan door ho jaayega
- Jodo ki taklif se rahat
- Anemia door ho jaata hai
- Pishab ki taklif door
- Hormonal balance ho jaata hai
- Virya vruddhi hoti hai
- Striyo ke masik dharm mein sudhar aata hai
- Jaban se sambandhit rog door ho jaata hai aur taste badhta hai.
TAGS : #Varun mudra benefits in hindi #वरुण मुद्रा कैसे करे और फायदे #hasta mudra benefits in hindi #hasta mudra kaise kare #Varun mudra kaise kare #Varun mudra ke fayde
*** Ye Bhi Padhe ***
Ashwini Mudra Asana Kaise Kare : अश्विनी मुद्रा आसाना कैसे करे
Hast Yoga Mudra Benefits in Hindi : हस्त मुद्रा के फायदे जानिए और बनाइये शरीर को स्वस्थ एवं निरोगी
Yoni Mudra Benefits : योनि मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Gyan Mudra Benefits : ज्ञान मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Vayu Mudra Benefits : वायु मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Surya Mudra Benefits : सूर्या मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Hasta Mudra for Headache in Hindi : सिर दर्द के लिए हस्त मुद्रा
Abhaya Mudra : अभय मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Prithvi Mudra : पृथ्वी मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Pran Mudra Kaise Kare : प्राण मुद्रा कैसे करे और फायदे