Shunya Mudra kaise kare : शून्य मुद्रा कैसे करे और फायदे

Shunya Mudra kaise kare : शून्य मुद्रा कैसे करे और फायदे

Shunya matlab aakash ya vacuum ya space ya zero. Hamare bheetar bhi shunya ya avkash paaya jaata hai. Madhyama ungli aakash se judi hai. Inner elements balance karne ke liye yeh mudra labhkari hai. 

Shunya Mudra kaise kare : शून्य मुद्रा कैसे करे

  • Madhyama ungli ko hatheli ki taraf mod de
  • Us ke upar angutha daba de
  • Baaki ungli seedhi rakhe
  • Ron 10 to 20 minutes take kare. 

Shunya mudra ke fayde : शून्य मुद्रा के फायदे

  • Agar aap ko aalas ya susti chadh jaaye to shunya mudra kare, sfurti laut aayegi
  • Kan mein taklif ho to is mudra ka prayog kare
  • Agar aap bahut unchai par chadh jaate hai aur dar lagta hai to is mudra ka prayog kare

TAGS : #Shunya mudra benefits in hindi #शून्य मुद्रा कैसे करे और फायदे #hasta mudra benefits in hindi #hasta mudra kaise kare #Shunya mudra kaise kare #Shunya mudra ke fayde

Gharelu Nuskhe

Leave a Comment

Your Name*

Comment*

0 Comments