Pran Mudra Kaise Kare : प्राण मुद्रा कैसे करे और फायदे

Pran mudra benefits in hindi : Sharir mein pran ek energy ki Ganga hai. Is ka flow sahi hona important hai. Is ke liye Pran mudra ka prayog kare.
Pran Mudra Kaise Kare : प्राण मुद्रा कैसे करे
- Kanishta ungli ko mod de
- Anamika ungli ko bhi kanishta ke saath mod de
- Ab anguthe se dono kanishta aur anamika ke pehle paur ko sparsh kare
- Baaki ungli seedhi rakhe
- Roj 15 to 30 minutes tak kare.
- Aankh bandh rakhe aur dheeme se saans le
Pran mudra ke fayde : प्राण मुद्रा के फायदे
- Pranic shakti mein badhotri hoti hai
- Samtulan ke saath ekagrata aur energy badhta hai
- Mansik tanav kam hota hai aur stress kam hota hai
- Aankho ke liye labhkari
- Fefde ke liye labhkari
- Immune system majboot hota hai
- Atmavishwas badhta hai, himmat badhta hai
- Neend achche se aati hai
- Bones aur cells ke liye uttam
TAGS : #Pran mudra benefits in hindi #प्राण मुद्रा कैसे करे और फायदे #hasta mudra benefits in hindi #hasta mudra kaise kare #Pran mudra kaise kare #Pran mudra ke fayde
*** Ye Bhi Padhe ***
Ashwini Mudra Asana Kaise Kare : अश्विनी मुद्रा आसाना कैसे करे
Hast Yoga Mudra Benefits in Hindi : हस्त मुद्रा के फायदे जानिए और बनाइये शरीर को स्वस्थ एवं निरोगी
Yoni Mudra Benefits : योनि मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Gyan Mudra Benefits : ज्ञान मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Vayu Mudra Benefits : वायु मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Surya Mudra Benefits : सूर्या मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Hasta Mudra for Headache in Hindi : सिर दर्द के लिए हस्त मुद्रा
Abhaya Mudra : अभय मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Prithvi Mudra : पृथ्वी मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ
Pran Mudra Kaise Kare : प्राण मुद्रा कैसे करे और फायदे