Linga Mudra kaise kare : लिंग मुद्रा कैसे करे और फायदे

Linga Mudra kaise kare : लिंग मुद्रा कैसे करे और फायदे

Linga mudra benefits in hindi : Linga mudra ka practice karne se sharir mein agni tatva takatwar ho jaata hai aur agni vikar kam ho ajata hai. 

Linga Mudra kaise kare : लिंग मुद्रा कैसे करे

  • Dono hatho ko ek doosre ke saath jod de
  • Ungliyo ko ek doosre mein goonth de
  • Left hand ke anguthe ko seedha upar ki taraf rakhe
  • Right hand ke anguthe aur tarjani ungli se left hand ke anguthe ko gher le. 
  • 15 se 30 minute kare aur baad mein paani pee le. Bahut jyada der tak na kare. 

Linga mudra ke fayde : लिंग मुद्रा के फायदे

  • Linga mudra se sharir mein garmi utpann hota hai
  • Shardi aur jukham mein bahut hi labhkari hai
  • Immune system majboot banta hai
  • Respiratory system majboot ho jaata hai
  • Vajan kam karne mein asarkaarak. 
  • Sfurti badhti hai

TAGS : #Linga mudra benefits in hindi #लिंग मुद्रा कैसे करे और फायदे #hasta mudra benefits in hindi #hasta mudra kaise kare #Linga mudra kaise kare #Linga mudra ke fayde

Gharelu Nuskhe

Leave a Comment

Your Name*

Comment*

0 Comments