Gyan Mudra Benefits : ज्ञान मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ

Gyan Mudra Benefits : ज्ञान मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ

Gyan mudra benefits in hindi : Gyan matlab knowledge matlab buddhimatta. Students aur vo log jinhe mind ko apply karna padta hai apne kam mein un ke liye shresht hai gyan mudra.

Gyan Mudra : ज्ञान मुद्रा कैसे करे

  • Sukhasan ya padmasan mein baith jaaye. Yeh mudra khade rehkar bhi kiya jaa sakta hai. 
  • Haatho ko ghutno par rakhe.
  • Hatheli upar ke taraf rakhe
  • Tarjani ungli ko golakar mod de
  • Anguthe ko tarjani ungli se sparsh kare
  • Baaki sabhi ungliya seedhi rakhe. 
  • Dono haatho ko is prakar rakhe
  • 15 minute se 45 minutes tak kare.
  • Om ka upchar aap optionally kar sakte hai. 

ज्ञान मुद्रा के लाभ

  • Buddhi mein vruddhi
  • Ekagrata mein vikas
  • Rog pratikar shakti mein badhotri
  • Mansik tanav kam ho jaayenge
  • Krodh, bhay, shok aur irshya kam ho jaayega
  • Dhyan karne me aur samarth ho jaayenge
  • Atmagyan prapti
  • Anidra door ho jaayegi, sar dard ke liye uttam. 

TAGS : #gyan mudra benefits in hindi #hasta mudra benefits in hindi #hasta mudra kaise kare #gyan mudra kaise kare #gyan mudra ke fayde

Gharelu Nuskhe

Leave a Comment

Your Name*

Comment*

1 Comments

प्रिया, Dec 19, 2017

ज्ञान मुद्रा किस तरह से करें इसके बेनीफीट्स किया हैं प्लीज़ शेयर कीजिए|