Piles treatment at home in hindi : बवासीर का देसी इलाज

Piles treatment at home in hindi : Piles, bavasir, massa, koi bhi naam se pukaro, baat to ke hai aur voh hai pareshani. Har baar mal tyag ke samay peeda hoti hai. Is ka ilaj operation nahin hai kyonki operation ke baad bhi fir se bavasir ho sakta hai. Behtar hai ki bawaseer ka desi ilaj jo yahan par bataye hai us ka aap prayog kare. Jaroor se fayda hoga.
Bawasir ke lakshan (बवासीर के लक्षण)
Bawasir ke lakshan kuch aise hai:
- Sujan jo gudadwar ke andar bhi ho sakta hai aur bahar bhi.
- Symptoms of piles in male in hindi jaaniye ki mal tyaag karte samay peeda
- Khujli hota hai gudadwar ke aaspaas
- Shauch ke samay khoon ka nikalna.
- Baithne par dard hona
- Shauch karne par bhi pet khaali nahin lagta hai
- Symptoms of piles in female in hindi bataye to khaas kar ke pregnancy ke samay ho sakta hai aur is me dard khoob hota hai. Childbirth ke baath yeh piles lakshan kam ho jaate hai. Pregnancy me progesterone hormone ka straav hota hai jis se khoon ki nali fool jaati hai aur yeh bawasir ke roop me dikhai deta hai.
Bawaseer ke gharelu ilaj (बवासीर के घरेलू उपचार)
- Gun gune paani me epsom salt milaye aur is me din me do baar baithe to sujhan kam hoga.
- Bawaseer ka gharelu upay hai ki aap barf ko potli me baandhe aur soojhan vale jagha par lagaye. Is ke baad thoda garam sek kare. 5-5 minute ka kare yeh thande aur garam sikai.
- Har roj khaane me fiber jyaada pramaan me le. Isabgul ek chamach raat ko sone se pehle le. Kela, hare patti vali sabji, rajma aur daal, fal aur juice ka sevan kare. Dahi khaaye. Nimbu ka ras piye. Santra aur seb khaaye.
- Har roj 3 liter paani peene ki aadat rakhe,
- Bawaseer ka gharelu ilaj hai kismis. Raat ko bhigoye aur subah paani ke saath kismis masal ke khaa jaaye.
- Theek isi tarah khajur ko paani me bhigo ke savere khaane se bavasir me aaraam milta hai.
- Bawasir ka desi upay hai dalchini aur shahad. Dono ko mila ke chaate.
- Bawaseer ka ilaj karne ke liye badi ilaichi ko bhun de aur pees ke churan bana le aurkhaali pet ek chamach har roj khaaye.
- Bawaseer me raahat paane ke liye jahan par bawasir hai vahan par arandi ka tel halka garam kar ke maalish kare.
- Din bhar gaadha chaas yaane ki mattha ka sevan kare. Is me bhuna hua jeera powder aur kala namak mila le.
- Aam ki gutli aur jamun ki gutli ke churan ka mishran kare aur ise matthe me mila ke sevan kare.
- Bavasir ke desi ilaj me nimbu ko aadha kat de aur us par katha lagaye aur rat ko rehne de. Savere us tukde ko choose. 5 din tak yeh prayog se bavasir ka soojhan kam hoga.
- Agar khoon nikalta hai to til aur makhan ka sevan kare to khoon bandh hoga.
- Pakke kele par katha lagaye aur raat bhar rehne de. Savere yeh kele ko khaa le. Bawasir theek ho jayega.
- Bawasir ke desi upchar karte samay sharab na piye, gud, maas, aam, angur, udad ki daal, mirchi aur jayada namak na khaaye. Chai aur coffee bhi bandh kar de.
- Vaseline me kapoor 5 gram, sulfadiazine ki goli ka powder aur 5 gram boric acid powder milale aur yeh vaseline masse par lagaye.
- Aerandi ke tel me jeera ka baarik powder mila ke bavasair par lagane se yeh mit jaata hai.
- Bawaseer ka ilaj baba ramdev in hindi bataye to Divya Arsha Kalpa Vati din me 2 goli do baar khaaye.
Yeh piles treatment ghar par follow kare to operation ki jaroorat nahin hai aur peeda bhi kam ho jaayega.
TAGS : #bawaseer ka gharelu ilaj #piles ke lakshan in hindi #bawaseer ka ilaj #piles treatment at home in hindi #bawaseer ka ilaj baba ramdev #bawaseer ka desi ilaj #bawaseer treatment in hindi #home remedies for piles in hindi #piles treatment yoga in hindi #बवासीर का देसी इलाज
*** Ye Bhi Padhe ***
जाने बवासीर के लक्षण - ये जानना है ज़रूरी***
नींबू से करे piles/bawaseer का इलाज सिर्फ़ 5 दिन मे पाए छुटकारा
जाने बवासीर मे खून का आना कैसे बंद करे
बवासीर से बचना है तो ये 5 परहेज़ ज़रूर करे
लगाए बवासीर के मस्सो पे ये 3 देसी मरहम
बवासीर ख़तम करना है तो करे ये योगासन - ज़रूर जाने
करे ये 10 घरेलू चीज़े और बवासीर से पाए छुटकारा
जाने केला कितना फयदेमंद है बवासीर के इलाज मे
जाने क्या है बवासीर के लक्षण और बवासीर का आयुर्वेदिक उपचार
Piles treatment at home in hindi : बवासीर का देसी इलाज
Gharelu Nuskhe
15 Comments
amit, Dec 03, 2016
piles home remedies in hindi है नींबू का रस एंटीऑक्सीडेंटस से युक्त होता है और बवासीर की समस्या से निपटने में आपकी काफी मदद करता है
Niharika, Dec 05, 2016
bawaseer ke lakshan bataye
appurv, Dec 05, 2016
बवासीर के लक्षण है खुजली तथा मलाशय में दर्द
Mohit, Dec 07, 2016
plz koi bawaseer ka ilaj bataye
जुनैद , Apr 17, 2017
बवासीर की बहुत अच्छी इन्फार्मेशन आपसे मिली शुक्रिया
कमलेश वधवा , Jul 10, 2017
सूजन जो गुदद्वार के अंदर या बाहर होता है सिंप्टम्स यह हैं पाइल्स में मल त्याग करते समय पीड़ा का होना गुनगुने पानी मे थोड़ा सा नमक मिलाएँ और इसे तब में डाल दें और उसमे मे दिन मे दो बार बैठे तो सूजन कम होगा बवासीर का घरेलू इलाज है किस्मीस या खजूर रात को भिगोएे और सुबह पानी के साथ मसल के खा जाएँ आराम मिलेगा
रमन कुमार, Sep 08, 2017
अगर आप के घर मे किसी को बवासीर है तो उस अद्रक ना खिलाए ना ही अद्रक की चाए पिलाएँ ओर ज़ायेदा मिर्च वाला तीखा खाने को ना दें बवासीर का इलाज आपके हिन्दी घरेलू नुस्खे बहुत अच्छे है ओर ये काफ़ी ईज़ी भी हैं|थैंक्स
हिमांशी , Sep 22, 2017
मेरी डिलीवरी के बाद से ये प्राब्लम हो गई है कियुंकी गर्म चीज़ें खाने की वजह से मेरी पाइल्स की प्राब्लम बढ़ गई है प्लीज़ बताइए इसको कैसे ठीक करना है?
Mohan Chand , Oct 04, 2017
Aapne jo piles ka ilaz btaya hai wo bahut hi kamal ka hai aur bahut hi asan hai
Rachna Jindal , Oct 06, 2017
Maine suna hai ki jayeda mirchi khane ke wajah se bawasir hone ka dar hota hai lekin kiya sach mai iske peeche yahi karan hai ki mirch ka jayeda sevan karne se bawasir hoti hai.
रामेश्वर दयाल, Oct 07, 2017
अगर आपको भी मल त्यागते वक्त बहुत दर्द होता है मलद्वार से खून आता है या खुजली होती है तो आपको बवासीर है रेशेदार चीजें नियमित खाना शुरू कीजिए इन्हें अपने दैनिक भोजन का एक आवश्यक अंग बना लीजिए|
Sohan Rajput , Oct 10, 2017
Bawaseer ka ilaj karne ke liye badi ilaichi ko bhun den aur pees ke churan bana len aur khali pet ek chamach har roj khaayen yeh wala tarika kamal ka hai baaki ke tips ki baawaseer se chutkara kaise payen achche hain.
खालिद मुहम्द, Oct 12, 2017
रेशेदार चीजें नियमित खाना शुरू कीजिए इन्हें अपने दैनिक भोजन का एक आवश्यक अंग बना लीजिए हर दिन 8-10 ग्लास पानी जरुर पिए|
हितेश रावत, Oct 14, 2017
50 ग्राम बड़ी इलायची लीजिए और इसे भून लीजिए जब यह ठंडी हो जाए,तो इसे अच्छी तरह से पीस लीजिए और फिर हर दिन सुबह खाली पेट में इसे कुछ दिनों तक नियमित पिएँ यह आपको बहुत फायदा पहुंचाएगा|
rishi, Dec 01, 2016
haldi se bawaseer ka ilaj ho sakta hai yeh antiseptic hoti hai jhakam masso ko jaldi theek karti hai haldi bahut hi faydemand hai bawaseer ke gharelu ilaj ke liye