Apana Mudra Kaise Kare : अपान मुद्रा कैसे करे और फायदे

Apana Mudra Kaise Kare : अपान मुद्रा कैसे करे और फायदे

Apan mudra ya apan vayu mudra ya mrita sanjeevina mudra bahut hi powerful hai aur agar heart attack bhi aaya ho to is mudra se jaan bach jaata hai. 

Apan mudra kaise kare

  • Tarjani ungli ko mod le aur anguthe ke base se touch kare
  • Madhyama aur anamika ungli ko apas mein mila le
  • Ab anguthe se madhyama aur anamika ungli ko jod de
  • Kanishta ko seedhi rakhe
  • 15-20 minute tak kare. 

Apan mudra ke fayde

  • Madhumeh ho to is mudra se fayda hota hai
  • Mutra sambandhi rogo mein gunkari 
  • Kabz ki shikayat door 
  • Bavasir aur pet ke rog ke liye uttam
  • Garbhvati mahila ke liye labhkari
  • Muladhar chakra aur pruthvi tatva majboot banta hai    
  • Heart disease ho to labhkari
  • Gas aur pet ke taklif mein raahat

TAGS : #Apana mudra benefits in hindi #अपान मुद्रा कैसे करे और फायदे #hasta mudra benefits in hindi #hasta mudra kaise kare #Apana mudra kaise kare #Apana mudra ke fayde

Gharelu Nuskhe

Leave a Comment

Your Name*

Comment*

0 Comments