Abhaya Mudra : अभय मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ

Abhaya Mudra : अभय मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ

Abhaya mudra karne se aadmi dar se mukt ho jaata hai. Ise ashirvad mudra bhi kehte hai kyonki har koi bhagvan ko photo mein isi mudra ko apnate hue aap ne dekha hoga. 

Abhaya Mudra : अभय मुद्रा कैसे करे

  • Sukhasan mein baith jaaye
  • Hatheli ghutno ke upar rakhe aur samne ki aur kare kandhe ke paas rakhe
  • Hath bilkul khula ho aur ungli seedhi rahe
  • Roj 15 minute tak kare to labh hoga

Abhaya​ Mudra : अभय मुद्रा के लाभ

  • Andar ka taqat badhta hai
  • Man shaant ho jaata hai
  • Man se dar nikal jaata hai
  • Prana vayu behne lagta hai

TAGS : #Abhaya mudra benefits in hindi #अभय मुद्रा कैसे करे और उसके लाभ #hasta mudra benefits in hindi #hasta mudra kaise kare #abhaya mudra kaise kare #abhaya mudra ke fayde

Gharelu Nuskhe

Leave a Comment

Your Name*

Comment*

0 Comments