Tips
- 1
- 2
- Next
322 Comments
Methi daane ke faayede kiya hain mujhe bhi jaanne ki ise kis tarah se use karen?
Lukesh Kumar, Oct 09, 2017
Methi daane ke kiya faayede hain iske benifits batayen jiska main aapse labh le sakun.
Neelam Malhotra, Feb 12, 2018
पाचन समस्याओं और कोलेस्ट्रॉल स्तर में सुधार: मेथी कई पाचन समस्याओं के साथ मदद कर सकता है, जैसे कि पेट में दर्द, कब्ज और पेट की सूजन। मेथी में पानी में घुलनशील फाइबर कब्ज से राहत में मदद करता है। अक्सर इसके विरोधी भड़काऊ प्रभावों के कारण अल्सरेटिव कोलाइटिस आहार उपचार योजना में शामिल किया जाता है।
hem raj, Mar 17, 2016
yes I agree, good for acidity
Akuti, Mar 18, 2016
dahi ka sewan kerne se acidity se bacha ja sakta hai
Dharmesh patel, Apr 27, 2016
sir, muje khana na pachna aur bar bar muh se thuk aane ka problem hai. to muje ilaj bataye.
Chatura, May 05, 2016
kripya batain acidity ke kya karan hote hain ...
Dhatrisri, May 06, 2016
acidity ke bahut sare karan hote hain inmin ek hain masaledaar aur junk food khana , khane mein animiyata, theek se chaba ke na khana yeh karan bahut aam hain jo hum rozmara ki routine mein dhyan nahi dete.
Gulika, May 07, 2016
kya adrak ka ras bhi pet ki jalan shant kerta hai ....
Gulika, May 08, 2016
kya adrak ka ras bhi pet ki jalan shant kerta hai ....
Harika, May 09, 2016
adrak ke ras mein nimbu aur shahed mila ke pine se pet ki jalan kafi had tek shant ho jati hain.
ln sisodia, May 29, 2016
sir mujhe bahut gas banti h jabki m 3month se simple food kha raha hu.... roj gas se kabhi back pain kabhi chest pain....... kya kru parmanent ilaj bataye
Shrawan Kumar, May 08, 2017
Sir mujhe pet me jalan h aur bhukh nahi lagti, hath pero me jalan hoti h aur ghabrahat hoti h krpiya koi ilaj bataye , sab test karva liya lekin koi bimari nahi aati h
neha, Aug 26, 2017
mere pet mein roz aag si jalti hai koi acidity ke liye gharelu upchar batain
deepak, Sep 01, 2017
Sir mujhe acid banta h jis wajah se heart ki tarf bhi dard rehta h left hand aur fingers m bhi dard hota h sab test kraye h kuchh pta ni chalta plz kuchh samadhan bataye.
ज़य प्रकाश, Sep 22, 2017
सर मेरा नाम ज़य है. मे 22 एअर ओल्ड हूँ अभी हाल ही में 2 सेप्ट को मुझे मॉर्निंग में चेस्ट में पेन हुआ लाइट सा चकर आया दोस्तो ने डॉक्टर के पास लेके गये डॉक्टर ने बोला कुच्छ नहीं ओन्ली एसिडिटी है फिर मुझे वैसे ही मेहसुंस होने लगा तन डॉक्टर ने कहा की आप ई सी जी करा लो ई सी जी नॉर्मल आ गयी फिर डॉक्टर ने बोला इको करा लो वो भी नॉर्मल आ गयी डॉक्टर ने कहा की एसिडिटी है ओर कुछ नहीं देन टॅब्लेट्स दिए और रात को हि भेज दिया ओर रेनसम लिक्विड दिया बस ओर फिर अचानक मुझे 7 सेप्ट को वैसे ही चकर आया ओर सामने ब्लॅक आउट जैसा फील हुआ डॉक्टर के पास गया वो बोले कुच्छ नही असिडिटी है फिर डॉक्टर परसों मुझे अचानक रात 11 बजे चकर आया मुझे लगा मैं तो बेहोश हो जाउन्गा देन डॉक्टर के पास लेके गया मेरा भाई मुझे तुरंत डॉक्टर ने बोला कुच्छ नहीं असिडिटी है ई सी जी भी करा लिया पर वो भी नॉर्मल पता नहीं अब भी वैसे ही महसूस हो रहा है मुझे बताओ डॉक्टर किया करूँ मैं बहुत परेशान हो गया हूँ|
Devendar kumar, Nov 11, 2017
Mujhe 3 saal se pet mai problem hai gas banti hai pet mai khichav chakar aana weakness automatic pet khali ho jana khana khaya ho to bhai pet khali mehsus hona main medicine leke pareshaan ho gaya hun hamesha upset rehta hun. please try to help me
Taaabij, May 27, 2018
Slad aur sabzi dono time khao
Ashok Hanada, May 27, 2018
Pet saaf kaise hoga koi daadi maan ka gharelu nuskha bataiye
Dean harper, Apr 13, 2016
thanks for the information
Mamta Singhaniya, Feb 12, 2018
लहसुन में सल्फर युक्त यौगिकों की मात्रा काफी होती है। इसमें पाएं जाने तत्वों में एक ऐलीसिन भी है। इसकी वजह से ही लहसुन में एंटी-बैक्टीरियल, एंटी-फंगल और एंटी-ऑक्सीडेंट खूबियां होती हैं। लहसुन पर हुई एक रिसर्च बताती है कि लहसुन में मौजूद फाइटोकेमिकल्स पुरुषों की हेल्थ के लिए फायदेमंद है।
Kripa, Mar 21, 2016
aapke gharelu nuskhe for glowing skin bahut ache hai...thanx....
Ankita, Mar 26, 2016
Glowing ke liye mei daily malai se face wash karti hu
Daevika, May 01, 2016
glowing skin pane ke lie kya facial karana ek acha upay hain esse kitni baar karana chahie kripya eske bare mein kuch batein.
Gul, May 02, 2016
facial to glowing skin pane ka bahut acha upay hain mahine me 1 ya 2 baar aapko apne chehre ka facial karwana chahiye. Agar ise regular kiya jayga to aapki twacha fresh, healthy aur young dikhegi.
Yutika, Jun 08, 2016
Mein glowing twacha lane ke lie Acchi Neend lete hoon. Har vyakti ko 8 ghante ki neend leni jaruri hai. Isse aankho ke niche dark circle nahi hote hai. Saath hi isse natural glow bana rahta hai.
Vakulasree, Jun 10, 2016
Badam aur Chironji aur Gulabh ke Phool ka ubtan bhi bhut effective trika hai. Badam gulabh ke phool, chironji aur pisa hya jayfal ko raat bhar ke liye dudh mai bhigo dijiye. Subah utkar isse piskar iska uptan bana lijiye aur apne chehre pe lagain.
shipra, Jul 15, 2016
Face pe hair bhot aate hI Kyakru koi gharelu upay btaiye
Manisha, Jan 08, 2017
Sabse acha gharelu nuskha for glowing face yeh hai thanks.
Megha, Nov 06, 2017
Mere chehare par Dano ke bahut Nishan padh gaye hain kuchch din bad meri shaadi hai please mujhe btaiye main kiya karun
पप्पू, Nov 15, 2017
दादी माँ के घरेलू नुस्खे वाकिये में हि बहुत बढ़िया है थैंक्स फार शेयरिंग दिस
निशा अरोड़ा, Dec 08, 2017
दादी माँ के घरेलू नुस्खे बताइए जिनसे ग्लोयिंग स्किन हो जाए|
निधि अरोड़ा , Dec 11, 2017
मेरी स्किन बहुत ही डल है मुझे अपनी स्किन को ग्लो करना है मुझे आप स्किन ग्लो करने के लिए घरेलू नुस्खे बताएँ|
Neelu, Jan 05, 2018
Mere skin pe pimples age hai hatane ke liya kiya karun aur skin ki glow chali gai hai usse glow ko vapas pane ke liye main kiya karun please bataiye koi daadi maa ka nuskha ho to wo jarur batayen
लीना, Jan 07, 2018
मुझे जल्दी से ग्लोयिंग स्किन लानी है इसके लिए मुझे आप दादी मा के घरेलू नुस्खों की जानकारी दें जिससे कि मैं जल्दी से अपनी स्किन पर ग्लो ला सकूँ|
Gurpreet Kaur, Feb 11, 2018
Mere chehare par se daag dhabbe nahin jaate aap mujhe koi daadi maa ke gharelu nuskhe batayen aur chehare par anchahe ball nahin jaate koi asan sa nuskha den skin par bilkul glow nahin hai Please koi upay bataiye
parul, Jan 02, 2016
thnku so much for you nuskhe...
pinky, Jan 08, 2016
baalo mai se dandruff door karne ke liye kya karna chaiye???plzz hlp....
santosh, Feb 13, 2016
very helpful and nice article
anushka, Mar 04, 2016
I use bhringraj oil for hair problems, its very nice and I recommend to all
Seema, Mar 16, 2016
My hair long kaise honge
Saloni, Mar 19, 2016
I used above mentioned items for long hairs & these are very much effective.
rajni, Nov 03, 2015
sabse badia desi nuskha, ganjapan rokne ke liye sabse bhringraj oil week main 3-4 times lagaye... best solution i hv tried on my husband...
sadhna, Aug 12, 2015
pls share tips for long hair... maine bahut try kiya but kuch kaam na aaya
gaurav, Jun 18, 2015
Ganjapan ki problem se bahut pareshan hoon... kuch personal tips bata dijiye...
manjay , Apr 08, 2016
Mera aage ka baal jhar gaya tha ab mera baal ugne laga hai
Neeta, Apr 09, 2016
mere do muhe baal bahut zada hai is vajah se mere baal lame nahi ho rahe hain kripya koi upay bataea
Piyali, Apr 10, 2016
Dahi aur shahed ke mishran ko balon mein lagane se do muhe baal kam hote hai yah bahut assan aur aserdark ellaj hai
Rashi, Apr 11, 2016
kya Chai Patti balon ki jaron mein lagane se baal majboot aur lambe hote hai esse estemaal kaise kiya jata hai kripya batain
Sakhi, Apr 12, 2016
chai patti ka pani bhi balon mein estemaal kiya ja sakta hai yeh to assani se gher mein mil jatee hai yeh estemaal karange kaise
Rupal, Apr 13, 2016
chai patti ko panee mein ubaal lein fir usse thanda hone dein usse chaan lein es pani ko hafte mein kam se kam do baar estemaal karein apke baal majboot honge
Janhavi, Apr 30, 2016
baal kaise lambe kare aur ghane kare
Bhavi, May 01, 2016
mere baal bahut jher rahe hai mushkil yeh hai ki jahan se jher tahe hain wahan pe nae baal nahi aa rahe mein kya karoon koi ellaj batain .
Adhishree, May 02, 2016
pyaaj ke estemaal se bhi baal jherna ruk jaate hain pyaj ko adha kat kein jahan se baal jher gae hain wahan pe roz adha pyaz 10 min tak ragrein Hair jhadna band hoga saath hi baal fir se ugne lagege.
Raksha, May 10, 2016
plz bal badhane ke liye kuch bataye or jald se jald mujhe baal badhane h kyoki meri shadi hone wali h
Lekhna, May 06, 2016
mere baal jher bahut rahein hain mein bahut pareshaan hoon aisa ki upay batea jisse baal jherna bhi band hon aur sath mein lambein bhi hon.
Kalanjali, May 07, 2016
mere baal bhi kuch samay pehle bahut jher rahe the phir meree masi ne mujhe yeh upay bataya aap bhi ese proyg kerke dekhea. ajmod aur podina ki patiyon ko panni mein daal ker 15-20 min tek ubaal lein aur esse thanda kerke niyamit roop se lagane se baal jherna bhi band ho jainge aur lambe bhi honge .
Shomili, May 25, 2016
Mein long hairs chahtee hoon kripya bataein mujhe Long Hair Pane Ke Liye kin Baato Ka Dhyan Rakhna chahie.
Ratnavali, May 27, 2016
Baalo me hamesha natural chijo ka use kare.Hair dryer ka jyada use na kare kyuki ye aapke baalo ko pura khrab kar deta hai . Baalo ki saaf-safaai me laparvahi na barte kyuki pasina baalo ki jado ko kamjor banata hai.
Samit, May 27, 2016
lambe balon ke lie koi Poshtik Churna bataea.....
Titiksha, May 28, 2016
Mein apne balon ko lamba kerne ke lie Kala til, brahmi aur amla ko mix karke churna banakar rakhtee hoon aur rozana ek chamachh sevan kartee hoon isse balon ko poshan milta hai aur saath hi mere baal bhi long aur ghane bhi hone lage hain.
Ashish, Jun 17, 2016
Mere sir ke baal bahut kam ho gye hai kripya koi asardar upay btaye jisse mere baal ghane or silky ho jaye
priya, Jul 15, 2016
i m trying vey hard but there is no growth in my hair i want my long healthy nd silky hair plzzz give me one trustable tip so i can make my hair silky shiny nd long
Neha faruki, Aug 10, 2016
Mery bal nhi bd rhe kiya kro
kashish, Oct 04, 2016
baal lambe karne ke nuskhe in hindi me or bhi batao
neelu, Oct 22, 2016
mere baal bahut chote hai kafi kuch try kiya badh hi nahi rahe baal lambe karne ke tips bataye
sajat, Oct 20, 2016
nice article thanks
priya, Oct 18, 2016
balon ko ghana kaise kare m bahut pareshan ho gyi hu apne kamjor ballo se
kirti, Oct 15, 2016
baal ghane karne ke upay aapne apne article main best diye hai
cahat, Oct 13, 2016
mere baal bilkul jhadu jaise ho rahe hai m kya karu koi sujhav de
kashish, Oct 09, 2016
balo ki samasya ka samadhan in hindi main kon kon se sabse ache hai
annu, Oct 06, 2016
mere ballo main sardiyo main bahut rusi ho jaati hai plz koi upay bataye
miral, Oct 01, 2016
Coconut yaane nariyal tel uttam hai baalo ke liye. Aap ismein til ka tel aur sarso ka tel aur thoda castor oil mix karenge to gun aur badh jayenge
naina, Oct 14, 2016
koi aisa tarika bataye jisse jaldi baal ache or ghane ho jaaye
kalpana, Oct 17, 2016
Loki ka ras ko baalo mai lagane par baal ghane aur lambe hote hai yadi aap iska fayda chahte hai to loki ke ras ko 30 minute tak apne baalo mai lagaye aur thande pani se sar dho le apne baal lambe karne k totkay to bahut estemaal kare honge per yeh bhi ker dekhe.
diya, Oct 23, 2016
hair lambe karne ka tarika bata do jo natural or homemade ho
divyanshi, Oct 24, 2016
kya ye saare upay kam ke ya nahi koi jaldi reply de
namita, Aug 30, 2016
aapne bahut ache upay batye hai apne balo ko lamba karne ka gharelu upay article main thanks
sonu, Sep 01, 2016
mera name sonu hai mera sir bilkul ganja ho gaya hai kya aap koi aisa gharelu upay bata sakta hai jisse jaldi merae baal aa jaaye
akshat, Sep 06, 2016
Baalo ko shampoo se dhone ke badle aritha, shikakai aur amla se banaye kaadhe se dhoye to aur bhi achcha hoga. Baal dhone se pehle bilkul khatta dahi, fitkari aur haldi ka mishran laga ke rakhe
rinki, Sep 19, 2016
mere ballo bilkul halke ho gaye hai kya aap apne article main bata sakte hai ki kon sa sabse acha upay hai
karan, Sep 20, 2016
ganjpan ka koi ilaj batao
aashu, Sep 27, 2016
Har roj paushtik aahar le jin me ho iron aur vitamin B, K aur E
seema, Sep 30, 2016
Mein 25 saal ki hoon mere baal lambe to hain per sily nahi hai es wajah se mein balo ko khol ke bhi rakh nahi patee plz mere balo ko silky banane ke lie kuch batae.
seela, Oct 04, 2016
mujhe medical treatment acha nahi lagta balo ke liye ayurvedic upay batayie
jatiyanti, Oct 05, 2016
mere baal bahut safed ho gaye hai abhi m sirf 30 ki hu koi aasan gharelu upay batao
somya, Oct 08, 2016
mere baal bahut tutte hai balo ka girna ka ilaj in hindi main bataye
sona, Oct 12, 2016
baal badhane ke gharelu nuskhe jo aapne diye hai maine unko istemaal kiya jo such main laabhkari hai
joyash, Oct 14, 2016
bahut acha page hai
aalish, Jan 13, 2017
balo ko kaise ugaye?
anita, Jan 13, 2017
great post
pinki , May 11, 2017
mere bal bhut hlke or bhut jhadte h or mathe PR bal km h pllz mujhe help kro ki mai kya kru
poonam, May 15, 2017
5 sal she mere bal nahi badh rage rahe bahut ealaj karaya par kae payada nhi rusi bhi hai air do muhe bhi .hamari uamr 30 sal h hamare do bachche bhi h.hamara kae bar aapreshan bhi huaa h kya kare upaye dataeye
rehana , Sep 16, 2017
Mere bal Nhi bdh. Rhe hai koi baal lambe karne ka nuskha batain
Ravinder Mehta, Oct 09, 2017
I like it as you told dadi maa ke gharelu nuskhe in you article. Thanks Sir
ऱम्मना, Jan 28, 2018
आप मुझे दादी मा के घरेलू नुस्खे और उपाय बताइए जिनसे मेरे लंबे बाल हो जाएँ|
ऋतु बिंदल, Jan 31, 2018
दादी मा के घरेलू नुस्ख़ेओर उपाय लंबे बाल करने के लिए बताएँ कियोंकि मेरे बाल छोटे हैं इसकी संपूर्ण जानकारी की ज़रूरत है प्लीज़ शेयर विद मि
Minal, Jan 08, 2016
very usefull nuskhe....
Riya, Jan 20, 2016
lehsun use karne se skin jalegi to nahi????
isha sharma, Mar 01, 2016
exellent treetment
sameer, Mar 06, 2016
Mere face pe bhut zyada pimple hain me roz din me do baar baking soda aur shhd ka lap lagata hu triphla churn ka seven krta hu ye sab karne ke baad bhi mujhe koi fark nhi lg rha hai Aur pichle do din pura chehra keel muhanse se bhar gya hai Ab kya karu
neetu, Mar 16, 2016
jovees ki pimples cream pimples per bahut jaldi kaam kertee hai
fiza , Mar 18, 2016
mas hatane ke nuskhe batao
piyush, Mar 19, 2016
All are good. but be careful of stomach.
radha, Mar 24, 2016
mere face main bahut jaldi pimples ho jaate hain, koi desi ilaj hain iska kya
krisha, Jan 12, 2016
jab bhi merko pimples hote hain wo daag chod jaate hain... koi aisa tareeka hain taki daag na pade or daag hatt jaaye...ghar ka koi desi ilaj
Farukh, Apr 03, 2016
Meri skin per pimple jahi nhi rhe ... Thik hote hai to 4 or nikal mate h.... Plz koi trika btao .... Abhi mai young boy hu or gf b bnani h... Plz koi trika btado yr.... Aapki lanbi umar hogi.... Aapke ghar peso ka tree aayega plzzzzzzzz
Aadhira, Apr 05, 2016
mei regular pimple se bahut pareshan hu
Anil, Apr 09, 2016
Acche nushke hai pimples hatane ke
sooraj thakur, Apr 10, 2016
wow awesome medicine
Minal, Apr 15, 2016
Mere hair me pimple ho gaye h jis se mujhe sar me bahut jyada pain hota h plz jaldi en pimple ko sukhne ka ilaz bataye taki jaldi mera sardard dur ho jaye
Kayalvili, Apr 15, 2016
jinko pimples hote hain uhne apne chehre ki saaf safai ka bahut dhyan rakhna chahie aur wo facewash estemaal kerna chahie jisse chehre se oil hatt jae
Indrani, Apr 16, 2016
kripya pimples ko door kerne ke lie koi desi ellaj batain
Hrithika, Apr 17, 2016
neem ke phal ko chaaj mein jis ker pimples mein lagain pimples theek ho jainge.
Hrithika, Apr 18, 2016
neem ke phal ko chaaj mein jis ker pimples mein lagain pimples theek ho jainge.
Kunshi Kuntal, Apr 19, 2016
mein 27yrs ki hoon mujhe bahut muhase hain mene suna hai multani mitti pimples ke lie bahut labhkari hain
Indali, Apr 20, 2016
multani mitti ko bhigo ker pees lein uamein haldi , kapur, jo ka panni milaker paste bana lein aur roz paste nahane s pehle ya raat ko sone se pehle pimples pein laga dein sookhne per esse dho lein baut jaldi muhase theek ho jainge.
Dhavala, May 03, 2016
mein 18 saal ki hoon plz bataea muhase ke kya lashan hote hai aur ense kaise bacha ja sakta hai.
Ali syed, May 06, 2016
Shahed khane se ya lagane se
Nimita, May 06, 2016
kripya muhase door kerne ke koi aur upy batein mereee bahut oily skin hai mujhe germiyon mein bahut sare muhase ho jate hain.
Nimita, May 07, 2016
kripya muhase door kerne ke koi aur upy batein mereee bahut oily skin hai mujhe germiyon mein bahut sare muhase ho jate hain.
Latha, May 07, 2016
mera chehre mein bhi germiyon mein khas ker muhase ho jate hain mein haldi aur kathe ko pees ker unka mishran bana ker muhason mein lagatee hoon mere chehra saaf ho jata hain aap bhi yeh nuskha estemaal ker ke dekh saktee hain.
Madhumalati, May 08, 2016
aisa koi upay hai jisse muhase nikalein hi na .muhason ko pehle se hi rokne ka koi upay bataea.
Leelavati, May 09, 2016
Trifla chooran mein behans aur haldi mila ker uska laip pimples mein lagane se muhase nahi nikalte . mein kaein salon se yeh estemaal ker rahee hoon.
ravi, May 13, 2016
mere muh me pimpels hai jinka muh band hai thik hi ni hote hai koi ilaj bataiye
Poorvi, May 10, 2016
Gardan ka Kalapan Dur Karne ke Gharelu Nuskhe batain plz.
Roma, May 12, 2016
Nimbu ke chilke ko apnee twacha ke kaale hisso mai lagaye. Isse twacha ka kaalapan dur hoga. yeh nuska bahut aserdaar hai.
Srini, May 14, 2016
Ek aur treeka hai santre ke chilkon ko sukha ker pees lein aur usmein nariyal ka tel aur gulab jal milakar paste banale aur apni body par lagale. Isse bhi twacha komal aur saaf ho jatee hai.
Shomili, May 20, 2016
mein 25 saal ki hoon mein pimples se bahut pareshan hoon esk koi assan elaj bataea.
chetna, May 21, 2016
M 20 year ki hu or m bhi pimpal se bhut tension m rhti hu or mujhe bhi bhut Choti Choti pimpal ho gyi h to jovees ki pimpal cream m use kr sekti hu
chetna, May 21, 2016
M 20 year ki hu or m bhi pimpal se bhut tension m rhti hu or mujhe bhi bhut Choti Choti pimpal ho gyi h to jovees ki pimpal cream m use kr sekti hu
gomti, May 25, 2016
kya Namak aur Nimbu ka Ras (Salt and lemon juice) pimles door kerne mein effective hota hai. kripya batain eska estamaal kasie karein.
zeenat, May 27, 2016
namak aur nimbu ka mixture pimples ke lie bahut effective hota hai nimbu mein thoda namak mila ker uska mixture bana lein aur apne muhase wale chehre per 20 se 30 sec tek lagain lagatar estemaal se pimles khatam ho jaenge.
bul bul, Jun 16, 2016
hi frind mere bahut pimple thi lekin himalya nim fc ws leker abi nehi hain
gaurav, Jun 16, 2016
thanks
bulbul, Jun 17, 2016
it is true
asim, Jun 19, 2016
Mere cherhe pr pimple bht the phr mene elaje krwaya to thk ho gay pr ab phr a gay ap koi ese tips batao js se mere dane khatm ho jayan
shivender singh, Jun 21, 2016
Hii mere face pr bi bhut pimples n daag h to m kya kru jisse ye sb ktm ho jaye
sahil , Jun 24, 2016
Yr mere face par bhut jayad pimpels h kya kru btau yr aur kuch isa btau jo jaldi ho jaya kyu ki mere pass jayad time nhi hota h plzz plzz
Urmila, Jun 30, 2016
Pimple ko phode nahi na hi squeeze kare ddag padh jayenge
Rahul , Jul 02, 2016
Nice advice
Akshay kumar, Jul 04, 2016
Muhaso se presaan h to thoda SA kacca dudh me nimbu ka ras milakar cehre par lagae 5mi tak kaha rahne de fir use saaf aur sadharadn pani se dho le ayesa karne se pimpals thik ho jate h
Devangi, Jul 04, 2016
Har month facial karwaye
niharika, Jul 04, 2016
thnku ...
Shweta, Jul 06, 2016
Kuch bhi karu kamm nahi hote pimples
Prakash prajapat, Jul 08, 2016
Ye sahi h to me pakkk karuga thik hone ke bada me wapas comment karuga
shipra, Jul 15, 2016
Face pe hair bhot hote h kya Kya plz koi gharelu nuskha btaye
Hemangi, Aug 09, 2016
pet saaf rakhe
Nirmali thakuria, Aug 09, 2016
mere face pe pimples he ...kiya dena porega....bata dijiye.....
harsh, Sep 13, 2016
Mujhe b bhut pimples ho the Phle bar ASA ho RHA h koi ASA treka btado jse yee kbi dubare na ho plzzzz
Shubham , Mar 08, 2017
Thik ho sakta jab khane ka tarika ho
रेनु पोप्लि, Feb 05, 2018
पिंपल्ज़ को हटाने के लिए मुझे आप दादी माँ के घरेलू नुस्खे बताइए जिनसे मेरे सारे पिंपल्ज़ हट जाएँ|
Shreya, Jun 14, 2018
Thanx fir giving me nice tips
Akansha, Jan 06, 2016
thanku...
Rimsah, Jan 17, 2016
mere face pe kaale dhabbe hai use kaise hataya jae???
Rekha, Jan 26, 2016
thanku ye nuskhe batane ke liye...
Riya, Feb 19, 2016
thank you so much
arnba, Mar 17, 2016
This is best & no side effect for skin
Aashirya, Mar 19, 2016
hafte mein ek baar ubtan lagane se bhi rang nikharta hai
Dhanya, Dec 21, 2015
mera kaam marketing ka hai isle mera sun mein exposer bahut zada hota hai plz batea sun mein exposer se pehle mein kya precautions loon taki mere skin tan na ho
Abhilasha, Nov 20, 2015
kripya glowing skin ke lie koi acha sa face pack bataea
jazz, Nov 03, 2015
Tomato and lemon juice face pack is very effective to reduce tan instantly.
Farha, Nov 23, 2015
kya chilled orange juice face mein lagane se wo ek natural fairness toner ka kaam kerta hai kripya mujhe bataea. Mein kab se ek ache toner ki khoj ker rahee hoon.
Gira, Oct 18, 2015
Mein 21 yrs hoon mein ek student hoon mere face mein neck mein aur hands mein tan ho gya hai kripya mere help karein
suhana, Sep 28, 2015
orange juice mein vitamin C aur Vitamin A hota hai jo face spots aur pigmentation bhi kum kerne mein help kerta hai issse humein naturally fair skin milti hain
Hema, Sep 02, 2015
mein sun mein nikalne se pehle apne hands , neck , aur face mein ache se sunscreen lotion lagatee hoon isse sun burn nahi hota sunscreen lotion minimum SPF 30 tak hona chahie aj kal market mein bahut ache lotion aae hue hain briya brands ke jo apki skin ko suite kere wo use karein .
Gnanamangala, Aug 23, 2015
plz koi acha skin exfoliater bataea kya week mein 1-2 baree exfoliates kerne se skin light ho jatee hai. plz help me
Hetal, Aug 04, 2015
Almond bhi ek acha exfoliater hai almonds ko pees ker apnee cream mein mila ke use ker sakte hai lekin dhyan rakhein exfoliater ka aser tabhi hota hai ager apki skin tone dark ho gae hai nahi to apko fark nahi dekhega kyonki exfoliater ka kaam hi us skin ko baher lana hai jo sun damage se bachee hoti hai.
Isha, Jul 08, 2015
mein apna experience share kerna chahti hoon un logon ke lie jinhe lagta hai won kabhi fair skin nahi paa sakte Aj se 1 yrs back mera face tone change ho gya tha mere job marketing ki hai mujhe sara din sun mein kaam kerna perta hai phir mene aapka article para apke ghrelu nuske bahut effective hain aj mera skin tone pehle se improve ho gya hai humein apnee expectation to poora kerne ke lie realistic rehna chahie thanx
Jagvi, Jun 24, 2015
Oily skin ke lie papaya estemaal hota hai .Papaya face mein lagane se rang gora aur skin achee hoti.
Kamla, Jun 10, 2015
kya raw potato face main rub kerne se rang gora hota hai kripya bataea
Jagvi, May 28, 2015
Oily skin ke lie papaya estemaal hota hai .Papaya face mein lagane se rang gora aur skin achee hoti.
Jagvi, Mar 25, 2016
Oily skin ke lie papaya estemaal hota hai .Papaya face mein lagane se rang gora aur skin achee hoti.
Leela, Dec 13, 2015
mein 20 yrs ki hoon kripya mujhe batae lemon face mein lagane se skin fair hotee hai aur yeh bhi bataea ek din mein kitnee baar esse use kerna chahie thank you
Malti, Dec 22, 2015
mein 35 hyrs ki hoon plz mujhe skin glowing banane ke lie koi acha sa pack bataein thanx
Nancy, Feb 12, 2016
hi mein Goa gae thi wahan pe mera face aur hands tan ho gae hain mujhe kuch dino baad apnee cousion ki shaadi mein jana hai plz help me
meenu, Feb 17, 2016
Turmeric powder aur fresh lime juice mein thoda sa water mulane se pack banega yeh pack skin ko fair aur glowing banata hai es pack ko sensitive skin mein bhi use kiya ja sakta hai
Purvi, Feb 29, 2016
mein 16 yrs ki hoon mujhe yeh batein ki kya lemon honey ka mask skin ko gora banata hai es mask ko week mein kitni baar use kerte hain
Rekha, Mar 10, 2016
kya honey , lemon mein gram floor mix kerke face mein gane se lagane skin repair aur lightene hotee hair.
aman, Mar 31, 2016
Haldi pack bahut acha fair karta hai skin ko
Raman, Mar 31, 2016
besan skin tone improve karta hai
NAVIN VERMA , Apr 15, 2016
TU GORI KSE HUE MUJ KO BTA NA
Wakeeta, Apr 24, 2016
Besan aur chandan ka pack lagar har hafte. dono ko barabar matra mei mile ke aur rose water daal ke lep banake face pack lagaye
Poorva, Apr 13, 2016
Neem ka powder market se le ya neem ki paatia ghar pe bhi sukha sakte hai. usme gulab jal mila kar pack bana le aur face pe lagaye 15-20mins tak rakhe. yeh daag dhabhe mitaye aur rang gora kare
Sukhada, Oct 09, 2015
mei toh patanjali ka Aloe vera gel lagati hu din mei do baar face wash ke baad, face smooth kare aur rang nikhare
Yana, Apr 16, 2016
Mujhse jab bhi koi sunder tavcha ki baat kerta hai sabse pehle mere dimak mein Haldi atee hain. Haldi me gulab jal ko milakar chehre aur garden par lagan chahiye aur saade pani se dho lena chaiye isse aapke chehre ki rangat barkaraar rahegi.
Surina, Apr 17, 2016
meree skin oily hai kya mein haldi chehre per estemaal ker saktee hoon koi ellergy to nahi hogee mere skin nazuk bhi bahut hai ?????
Tara, Apr 18, 2016
Mein haldi ka ubtan estemaal kertee hoon iske liye aap haldi me besan ya aata milakar usme malayi ke sath uska paste bana le aur chehre aur gardan par 10 minute tak lagaye aur uske baad thande pani se dho le, ye prayog jarror kaam karega aur aapke chehre par nikhar aayega. Es ubtan ko her trah ki skin wala laga sakta hain .
Surangi, Apr 19, 2016
Besan twacha ko gora aur sunder banata hai mein besan ,sarson ka tail aur doodh ka mishran face mein lagatee hoon esse mere skin hamesha sunder aur gori rehtee hain yeh mere nani ka nuskha hain
Sonya, Apr 20, 2016
mene sunna hai kesar bhi tvacha ke lie bahut acha hota hai mera rang savla hai mein apna rang saaf kerna chahtee hoon
Sonya, Apr 21, 2016
mene sunna hai kesar bhi tvacha ke lie bahut acha hota hai mera rang savla hai mein apna rang saaf kerna chahtee hoon
Simrita, Apr 25, 2016
Kesar gori twacha pane ke lie bahut faedaemand hain mein hafte mein do baree kesar ka ubtan lagatee hoon
Rachana, Apr 26, 2016
Mein bhi kaser upbten ka upyog kerna chahti hoon isse kaise banate hain aur kitnnee der tak isse laga ke rakhna chahie
Prachi, Apr 27, 2016
mein kesar ka ubten banane ke lie mein dahi aur cream me thode se kesar ko daal kar achchi tarah se mila lete hoon aur ise apne chehre aur gardan par achchi tarah se laga ke 20 min tak sukhne ke lie chor dete hoon eske baad ise dho lete hoon . Lagatar estemaal kerne se dekhna kaise twacha mein nikhar anne lagega .
Prince, May 03, 2016
Kya karu asa jisse mera face gora ho jaye plz bataye
Isabel, Apr 28, 2016
kripya bataea antioxidents se bherpoor bhogan khane se kya hota hai kya yeh sehat ke sath tvacha ke lie bhi zaroori hota hai .
Hitaishi, Apr 29, 2016
khane mein antioxidents lene se shreer jaldi boora nahi hota aur aap zada amer tek jawan reh sakte hain jaise jaise humaree umer bertee hai kai baar shareer mein soojan aa sakti hai antioxidents lene se yeh soojan bhi nahi aate hai.
Sakshi, May 04, 2016
kya akhrot bhi skin ke lie acha hota hai
Suhag, May 05, 2016
Akhrot mein omega 3 fatty acid paya jata hai jo ki skin ke liye bahut accha mana jata hai. Iske alawa aap iske tel se apni twacha ko massage bhi kar sakti hai.
Praneetha, May 06, 2016
mein 20 saal ki hoon mene suna hai ki amla bhi rang nikharta hai kripya bataea amla ke sewan kaise karein .
Nityasri, May 07, 2016
amla humaree sahet banane ke sath rang bhi nikharta hai mein roz subah khlee pet amla lete hoon ager app aise nahi ke sakte to amla ka murabba bhi le sakti hain aap dekhna 2-3 maheene lagataar lane se hi apka rang nikherne lagega.
Parama, May 08, 2016
mein 18 saal ki hoon roz dhoop mein school jane ki wajah se mera rang helka sawla ho gya hain plz koi asaan sa ubten batain .
Nilima, May 09, 2016
haldi ka ubten lagane se chehre ka rang nikher jata hai haldi skin ke lie bhi bahut achee hotee hain aur yeh her gher mein uplabdh bhi hotee hai .haldi mein taji milai ,doodh, aur atta mila ker gara paste bnaein es paste ko 10 min tek laga ke rakhein aur thande pani se dho lein .
garima agarwal, May 14, 2016
Haldi ka pack lgane ke baad facewash use kr skte he kya Thnx for amazing nuskhe
mauli, May 10, 2016
chanden se paste keise banaya jata hai aur esse kis prakar lagaya jata hai
ria, May 13, 2016
chandan ka pack banane ke lie ek chandan powder mein 1tsp nimboo ur tomato ka ras milain pack ko chehre eur gerdan per lagain aur sookhne dein ek pack se rang ke sath pimples bhi door hote hain.
Kshirabdi, May 15, 2016
Masoor daal ka pack bhi acha hota hai masoor daal mein ande ki jardi , nimboo ka ras aur kacha milk bhi mila lein esko mix ker lein aur chehre per lagain .es pack se bhi rang nikher jata hai.
sneha, May 24, 2016
kisiko honey almond scrub banane ke treeka ata hai mene suna hai isse rang nikher jata hai????
meghna, May 26, 2016
honey almond scrub banana bahut assan hai mein bhi esse hafte mein ek baari lagatee hoon esse banane ka treeka bahut assan hai . kam swe kam 10 badam raat ko bhigo lein phie subah usse chil ke paste bana lein aur esmein 1tsp honey mila ker cehre mein legain apka rang sach mein nikher jaega .
Sureshwaram, Jun 02, 2016
Kachcha Doodh kis prakar rang neekhrta hai eska estemaal kaise kiya jata hai.
zeenat, Jun 06, 2016
Kachcha dhoodh bhi twacha ke liye bahut hi laabhkaari hota hai. Sone se pehle kachche doodh ya thande doodh ko apne chehre par achche se lagaye aur thode samay tak ise chehre par rehne de, iske baad thande pani se dho le. yeh humare face mein cleanser ki tarah bhi kaam kerta hai.
Srinithi, Jun 30, 2016
Amla daily khale, murraba, dry amla candy, achar , juice jaise bhi aapko acha lage
Dhatri, Jun 30, 2016
Caffeine band kar de
Shivali, Jun 30, 2016
Besan mei rose water mix karke lagaye
Tuhina, Jun 30, 2016
Kaccha dud se dine mei 2 baar face wash kare
vivek vats, Jun 30, 2016
nice article
Anandita, Jun 13, 2016
Chironji, jaifal, gulab ke phool ki pattiyan aur badaam ko raat me doodh ke sath bhigo kar rakh de aur subah iska lep banakar chehre par lagayen toh aapke chehre par job hi daag dhabbe honge wok am ho jayenge aur lagataar iske prayog se aapka chehra bahut saaf ho jayega.
Darpanika, Jun 14, 2016
Mene suna hai soyabean ka lep bhi skin ke lie acha hota hai ....
Gomathi, Jun 17, 2016
Dahi, shehad aur soyabean ke aate ka lep banakar lagane se bhi aapki twacha sundar aur swasth hoi. Mein yeh lep hafte mein do baree lagatee hoon.
Ishwari, Jun 19, 2016
kya santra khane se bhi skin achee hotee hai or eska bhi koi pack hota hai?
Lumbini, Jun 21, 2016
haan yeh sahi hai santra ek aisa fal hai jiske chilke bhi aapki twacha ko chamkaane ke liye kaam me aate hain. Santra khane se ya uska juice peene se aapki twacha me nikhaar aata hai.
Nalina, Jun 23, 2016
Santre ke chilkon se bhi koi lep banta hai kripya batain esse banate hai.
Prashna, Jun 25, 2016
santre ke chilkon ko sukha kar unko pees kar uska lep bana sakte hain aur is lep ko apne chehre par laga sakte hain. Isse aapka chehra ek dam damakne lagega. Santre ka lep har tarah ki twacha ke log laga sakte hain.
Ramana, Jun 27, 2016
Mene suna hai masoor daal ka pack bhi banaya jata hai chehra ko nikharne ke lie.
Shichi, Jun 28, 2016
Masoor ki daal mein ande ki jardi , nimbu ka ras aur kaccha doodh mila ker paste bana lein roz esse chehre per lagain aur sookhne per dho lein dekhna chehre ka rang kaise nikhrega.
Varenya, Jun 29, 2016
Goree skin ke lie chirongee ka pack bhi acha hota hai .esse bhi week mein do baree lagaya ja sakta hai.
Varenya, Jul 01, 2016
Goree skin ke lie chirongee ka pack bhi acha hota hai .esse bhi week mein do baree lagaya ja sakta hai.
Zeinab, Jul 01, 2016
Kripya batain es chironji ke pack ko banaya kaise jata hain.
mehar, Jul 01, 2016
chironji ka pack banane ke lie mjeeth, haldi aur thoree chironji lein phir usmein shahed , julab jal aur nimbu ka ras mila lein en sab ko mila lein esse paste ben jaegaa es paste ko chehre per lagain aur thande panee se dho lein.
Rahul , Aug 08, 2016
Baking powder ka use face par karne se koi problem To ni hogi n? Aur baking powder face par work krega aur iska use kaise kre
Shital, Aug 09, 2016
Howto use multani mitti for our pimple removal
Mansi, Jan 16, 2017
multani mitti ko kitni der bad dhoye chehre pe se
sanskriti, Jan 16, 2017
mere hath paon kale hai hath paon ko gora kaise kare?
Preeti, Feb 21, 2017
bahut badiya gharelu nuskhe..great hindi tips
Mukesh gouryan, Mar 04, 2017
Meri aankhon ke niche kale ghere h unko kaise saaf Kare
Preeti Sagar, May 19, 2017
I Have Pimple On My Face Kyakaru Aur Next Sapta Meri Friend Ki Shaadhi Hai Give Me Some Tips
manisha, Sep 06, 2017
mere skin pehlee se goree ho gayee hai
कंचन लता व्यास, Feb 12, 2018
मेरी स्किन का रंग सॉफ नहीं है मैं अपनी स्किन को सॉफ करना चाहती हूँ इसलिए मुझे आप दादी माँ के घरेलू नुस्खे बताइए|
chandna, Jan 12, 2016
its really works
chandna, Jan 12, 2016
shukriya
Sanjay kumar, Feb 20, 2016
Baal 3 saal se bahut jhad rahe h side se jhad chuke h koi, daily 30-40 baal nikal jate h koi acha sa upaye bataiye.
puneet , Mar 15, 2016
my full family uses this one formula
Bhoomika, Mar 18, 2016
jab se mene balon mein bhringraj tail lagana shuru kiya hai mere bal jherna kam ho gae hain
shyam sundar, Jul 06, 2016
Me balo ko lekar bahut paresaan hu mere baal bahut jyada jhadh rahe hai ganjapan bhi aata ja raha hai plese mujhe koi sahi upaye bataye jisse meri problam solb ho sake
RAVI, Jul 25, 2016
3 saal me in 1/2bhag ball jhad gaye his koi naye ball nikalne ka tareeka bataye
Anil kumar, Mar 07, 2017
Sir mere sar ke samne ke baal or side ke baal jhad gye or ganjapan aa gya h ise rokne ke kuch upay btaye please
pranchal jha, May 11, 2016
Thank you for such wonderful tips
Richa, Nov 21, 2016
Great information on home remedies for cold. thanks for sharing.
sandy, May 14, 2017
mein 18 saal ka hoon mujhe bahut cold laga rehta hai main kya karoon mein bahut pareshaan hoon.
saneha, Jun 17, 2017
दूध और हल्दी सर्दी और खांसी के सबसे असरदार और आसान इलाजों में से एक है इससे आपको बहुत आराम मिलेगा
Reeksha Aggarwal, Aug 28, 2017
main agar ghar ki saaf safai bhi karti hun to mujhe sardi ho jaati hai aisa kyu hota hai aur isko rokne ke liye mujhe kya karna chahiye
Gharelu Nuskhe
-
सावले चेहरे को चमकदार और गोरा बनाने के घरेलू उपाय
-
Gharelu nuskhe for pregnancy : प्रेग्नेन्सी मे क्या करे क्या नही
-
ऐसे रोजाना साफ़ करे चेहरा नारियल तेल से और पाएं दमकती त्वचा
-
जाने केला कितना फयदेमंद है बवासीर के इलाज मे
-
Dhokla Recipe in Hindi : बेसन रवा ढोकला बनाने की आसान delicious विधि
-
11 Amazing Benefits of Holy Basil (Tulsi) for Skin, Hair & Health
-
20 मिंट मे गोरी त्वचा पाने के घरेलू उपाय उपचार और तरीके
-
कैफीन के फायदे और नुकसान - Caffeine Benefits and Side Effects in Hindi
-
बच्चों के लिए नए साल के संकल्प - New Year Resolution for kids in hindi
-
स्त्री और पुरुषो के गुप्त रोगों की समस्याओं का घरेलु इलाज
shalu, May 13, 2017
apke dawara bataye gae methi dana ke fayde bahut badiya hai